Feb 18, 2012

खलल

Thoughts while commuting:
Uljhano ke is jaal main jahan yaadein aksar aaya jaya karti hain, aapakshayon ka ek toota maakan hai. Suna hai wahan kuch masoom khawab bhi rehte hain; masoom hi honge nahi to apni khushiyan khud hi main dhoond lete. Itne barson ho gaye ki ab ghar mujhme ya main ghar main, farak nahi lagta.....
Love,
Vikas
22-July-2011

No comments:

Post a Comment