Feb 12, 2012

बस इतना सा ख्वाब है ...

Azaad nahi, gulaam hoon is soch ka, kuch aadaton ka. Band kar dena chahta hun is dimaag ko, jo har waqt shor machaye rakhta hai.
Chala jana chahta hun apni cycle pe kahin door pahadon pe, jahan phone ki ghanti, dilli ka shor-gul, aur har cheez samya badhya na ho. Jahan aaj bhi ajnabee ek doosre ko dekh kar muskuraya karte hain..
Love,

Vikas
3-Mar-2011

No comments:

Post a Comment