Feb 29, 2012

अत्यल्प लम्हे

Scribbling after listening to some soulful music:
Is andhii daud main hazaroon ke beech ek bhatka hua katra hun main. Girta hun, sambhalta hun aur dobara girne tak bahut josh se daudta hun; aur phir achanak deti hai wahi pyas dil par dastaq, kabhi sangeet ban kar, kabhi baarish, kabhi kavita to kabhi kisi bache ki bematlab muskurahat ke roop main. Ruk jati hai zindagi aaise chand lamhon main ya main ye kahun ki in chand lamhon main muthhi bhar zindagi jee leta hun main..
Love,
Vikas
13-Nov-2011

No comments:

Post a Comment