Nikal aaye hain bahut duur lekin shayad wo bachpana wo nirdoshita kahin raaste main chod aaye hain. Fikar karte hain un cheezon jinka hamare aaj se ya aane wale kal se koi vaasta nahi, ya agar hai to hona nahi chaiyae. So kar bhi sote nahi, jaag kar bhi jaagte nahi, jahan hain wahan hote nahi. Ye waqt hai shayad aapne hi aandar aapne astitav ko dhoondne ka.
Jiyo jee bhar ke,
Vikas
4-July-2011
No comments:
Post a Comment